SEARCH RESULTS
Showing search results for "gandum"
Ghazal MATCHES FOR "gandum"
Ghazal
aaj ik daana-e-gandum ke bhii haqdaar nahii.n
ham ne sadiyo.n inhii.n kheto.n pe hukuumat kii hai
Rahat Indori
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
panap sakaa na KHayaabaa.n me.n laala-e-dil-soz
ki saazgaar nahii.n ye jahaan-e-gandum-o-jau
Allama Iqbal
Ghazal
firaaq-e-KHuld se gandum hai siina-chaak ab tak
ilaahii ho na vatan se ko.ii Gariib judaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
bhuuk ugne lagii gandum kii jagah kheto.n me.n
haakim-e-vaqt tirii harza-saraa.ii na ga.ii
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
ye duKHtar-e-raz daana-e-gandum to nahii.n hai
chakkhe.n to sahii baada-e-gulfaam farishte
Shahzad Ahmad
Ghazal
'majruuh' kahaa.n se guhar-e-gandum-o-jau laa.e.n
apnii to girah me.n yahii chashm-e-nigaraa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
gandum jaise rang par kaalii chaadar taan
giito.n jaisii zindagii be-sur-taal kare
Nadeem Bhabha
Ghazal
vaise to nirKH kam hii the gandum ke is baras
aa.ii thii tere gaa.nv se mah.ngii KHariid lii
Paras Mazari
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
kyo.n na ho ishq-e-husn-e-gandum-guu.n
mai.n bhii aaKHir huu.n nasl-e-aadam me.n
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
gandum kaa biij paanii kii chhaagal aur ik charaaG
jab mai.n chalaa to us ne ye zaad-e-safar diyaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
Noon Meem Danish
Ghazal
in zamiino.n hii pe kyaa KHosha-e-gandum ke liye
aasmaano.n se chalaa aayaa huu.n saazish kartaa
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
aap ke khet me.n ugtii hai sunahrii gandum
aap kyo.n us kii inaayaat pe shak karte hai.n
Jabbar Wasif
Ghazal
ilzaam de ke daana-e-gandum kaa ai 'nabiil'
us ne mujhe zamii.n pe utaaraa Galat Galat