SEARCH RESULTS
Showing search results for "gandum"
Nazm MATCHES FOR "gandum"
Nazm
farman-e-KHuda
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
fareb-e-gandum samajh me.n aayaa to mai.n ne jaanaa
ye ishq kyaa hai ye husn kyaa hai
Tariq Qamar
Nazm
imtihan
raat bhar jaage.nge vo jo saal bhar sote rahe
kaaTne jaate hai.n gandum garche jau bote rahe
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ras ki anokhi lahren
masarrat kaa gheraa simaTtaa chalaa jaa rahaa hai
khulaa khet gandum kaa phailaa hu.aa hai
Meeraji
Nazm
jashn-e-azadi
dosto! yuu.n jashn-e-aazaadii manaanaa chaahiye?
chaaval aur gandum na kuchh faulaad paidaa kiijiye
Sarfaraz Shahid
Nazm
aadmi
bhartaa hai is bahaane se apnii tijoriyaa.n
dushman ko bech khaataa hai gandum kii boriyaa.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
gandum-e-KHalvat-nashii.n baazaar me.n laayaa gayaa
aur zaKHiira-baaz se chakkii me.n pisvaayaa gayaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
aaTa
hazrat aadam pe jo guzrii hai sab ko yaad hai
daana-e-gandum kii zinda aaj tak be-daad hai
Shaukat Thanvi
Nazm
abstract art
bolaa naqqaad nazar aate yahii kuchh ham tum!
KHuld me.n hazrat-e-aadam jo na khaate gandum
Syed Mohammad Jafri
Nazm
faisle ki ghaDi
gandum o jau ke KHosho.n kii KHushbuu tumhaaraa muqaddar nahii.n
aasmaano.n se tum ko raqaabat rahii
Shahryar
Nazm
ek sitara aadarsh ka
shahd-o-gandum se zuruuf uble hu.e
taKHt-o-taaj-o-mohr-e-shaahii ke nigahbaa.n