SEARCH RESULTS
Showing search results for "intikhab kalam e jura at ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "intikhab kalam e jura at ebooks"
Ghazal
nok-e-qalam ko jur.at-e-iz.haar de gayaa
ye kaun mere haath me.n talvaar de gayaa
Zafar Naseemi
Ghazal
ehsaa.n jo ibtidaa se hai aatish vahii hai aaj
kuchh intihaa nahii.n karam-e-yaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Aish Dehlvi
Ghazal
Qalaq Merathi
Ghazal
mataa.a-e-jur.at-e-dil vaqf-e-yak-nigaah-e-karam
vajuud be-sar-o-saamaa.n rahiin-e-mulk-e-adam
Talha Rizvi Barq
Ghazal
pahu.nch jaa.e miraa dast-e-tamannaa un ke daaman tak
agar teraa karam ai jur.at-e-rindaana ho jaa.e
Wali Kakoravi
Ghazal
saahab-e-jubba-o-dastaar se to kuchh na hu.aa
ai KHudaa kaam ko.ii le le gunahgaaro.n se
Wseem Ahmad
Ghazal
miirii me.n faqiirii me.n shaahii me.n Gulaamii me.n
kuchh kaam nahii.n bantaa be-jur.at-e-rindaana
Allama Iqbal
Ghazal
ilm faqiih o hakiim faqr masiih o kaliim
ilm hai juuyaa-e-raah faqr hai daanaa-e-raah
Allama Iqbal
Ghazal
aashiq o ma.ashuuq kartaa hai judaa
ai falak ye kaam bhii kartaa hai tuu
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kam-maa.igii-e-jur.at-e-diidaar kii qasam
dekhaa hai yuu.n unhe.n ki na dekhaa kahe.n jise
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
ham-safar mere aqiidat se qadam chhuune lage
mujh ko dekhaa jo kabhii jubba-o-dastaar ke paas
Jawed Manzar
Ghazal
haq baat hii kahe.nge sar-e-daar dekhnaa
ahl-e-qalam kii jur.at-e-iz.haar dekhnaa