SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishkaal"
Ghazal MATCHES FOR "ishkaal"
Ghazal
raas aa.ii na mujhe aa.ina-KHaane kii chamak
ye mirii shakl ko ashkaal me.n le jaatii hai
Arif Imam
Ghazal
jaane kis kii yaad aatii hai saahil saahil jaa kar
ret pe zaKHmii poro.n se ashkaal banaate rahnaa
Sajjad Babar
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
barg-e-jaa.n hai.at-e-ajzaa kaa pareshaan saa juz
dekhte dekhte ashkaal badal detaa hai
Ali Muzammil
Ghazal
Farasat Rizwi
Ghazal
Khalid Koti
Ghazal
mahbuus huu.n Gaaro.n me.n magar aazar-e-taKHiil
chaTTaano.n me.n ashkaal-e-hunar kaaT rahaa hai
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
na thii KHvaabo.n kii mire ashkaal na paikar ko.ii
terii aa.nkho.n se jo guzre to Gazaalii ho ga.e
Navin Joshi
Ghazal
zehn ashkaal ko zanjiir nahii.n kar paayaa
mai.n mukammal ko.ii tasviir nahii.n kar paayaa
Imdad Akash
Ghazal
hijaab maane-e-ashkaal-e-KHiirgii Thahraa
nihaa.n hu.e ho to kuchh aur bhii ayaa.n tum ho
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
kyaa se kyaa ashkaal badle.ngii yahaa.n
kyaa se kyaa hairat me.n gum ho jaa.egaa
Rashida Maheen Malik
Ghazal
shakl-e-uruus chhaT na KHush aave mujhe kabhii
rakh de.n jo mere saamne ashkaal kii kitaab
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Quaiser Khalid
Ghazal
pahu.nchnaa tum tak miyaa.n apnaa to ik ashkaal hai
hove taa milnaa tiraa ham ko mayassar ham se mil
Hasrat Azimabadi
Ghazal
achchhaa rahaa kabhii to kabhii ho gayaa buraa
badlii hai.n vaqt ne ka.ii ashkaal dekhnaa
Shamsa Najm
Ghazal
mai.n ne kal ishkaal saare KHatm us ke kar diye
varna merii zaat se vo bad-gumaa.n hone ko thaa