SEARCH RESULTS
Showing search results for "jale.n"
Ghazal MATCHES FOR "jale.n"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jis diipak ko haath lagaa do jale.n hazaaro.n saal
jis kuTiyaa me.n raat bitaa do taaj-mahal ho jaa.e
Qaisarul Jafri
Ghazal
ham raat-bhar jale.n bhii tumhe.n raushnii bhii de.n
ham ko charaaG jaisaa muqaddar nahii.n milaa
Abbas Dana
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
sochuu.n bhii ab use to taKHayyul ke par jale.n
mujh se judaa hu.aa to KHudaa ho gayaa vo shaKHs
Rasheed Qaisrani
Ghazal
chhalke sharaab barq gire yaa jale.n charaaG
zikr-e-nigaah-e-yaar kaa mausam na aa.egaa
Asad Bhopali
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kyaa bharosa hai charaaGo.n kaa jale.n yaa na jale.n
jhilmilaate hu.e taaro.n pe nazar hai merii
Syed Niyaz Ali Niyaz
Ghazal
kabhii to diip jale.n gul khile.n fazaa mahke
kabhii to aa shab-e-viiraa.n me.n ratjagaa ban kar
Jaleel 'Aali'
Ghazal
karam hai us kaa ko.ii bad-du.aa nahii.n lagtii
mire charaaG jale.n to havaa nahii.n lagtii
Atul Ajnabi
Ghazal
nafrato.n kii tiirgii phailii hu.ii hai har taraf
pyaar ke diipak jale.n to tiirgii mar jaa.egii