SEARCH RESULTS
Showing search results for "jale.n"
Nazm MATCHES FOR "jale.n"
Nazm
lauT chaliye
yuu.n abas aatish-kado.n me.n kyuu.n jale.n dil
kyuu.n rahe.n har vaqt siino.n par chaTaane.n
Chandrabhan Khayal
Nazm
phulon ki ghazal
ilm kii raushnii ke diip jale.n
mahkii mahkii hai raat phuulo.n kii
Vaqar Khaleel
Nazm
andhe pujari
nigaar-e-hind ke gesuu sa.nvar nahii.n sakte
jale.n na ruuh me.n jab tak mohabbato.n ke charaaG
Qaisarul Jafri
Nazm
zard jhil
rangat aisii duur pahaa.Do.n par Dhaltii sii shaam
dekho us kii aa.nkhe.n dekho jaise diip jale.n
Sara Khan
Nazm
yaqin
baad-e-sarsar se kaho jaa ke chale aur kahii.n
KHvaab-e-fardaa ke dar-o-baam pe kuchh diip jale.n
Fareed Ishrati
Nazm
naya sajda
ki kaasa-e-jaa.n me.n aisii KHairaat mile
ki ham andar se sa.nvar jaa.e.n
Muneer Ahmad Firdaus
Nazm
insilak
jin me.n KHud raste musaafir ke qadam ho jaa.e.n
manzile.n dau.D pa.De.n KHud se hamaarii jaanib
Suhail Ahmad
Nazm
jawab-e-shikwa
ho niko naam jo qabro.n kii tijaarat kar ke
kyaa na bechoge jo mil jaa.e.n sanam patthar ke
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
zaKHm bhar jaa.e.n magar daaG to rah jaataa hai
duuriyo.n se kabhii yaade.n to nahii.n mar saktii.n
Ahmad Faraz
Nazm
dastur
diip jis kaa mahallaat hii me.n jale
chand logo.n kii KHushiyo.n ko le kar chale
Habib Jalib
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
jigar kii aag nazar kii uma.ng dil kii jalan
kisii pe chaara-e-hijraa.n kaa kuchh asar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
raato.n ko chalne vaale rah jaa.e.n thak ke jis dam
ummiid un kii meraa TuuTaa hu.aa diyaa ho
Allama Iqbal
Nazm
mere hamdam mere dost!
tirii aa.nkho.n kii udaasii tere siine kii jalan
merii dil-juu.ii mire pyaar se miT jaa.egii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
farishte bhii dekhe.n to ho jaa.e.n paagal
vo paakiiza muurat ho tum bahut KHuub-suurat ho tum