SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaras-e-qaafila"
Ghazal MATCHES FOR "jaras-e-qaafila"
Ghazal
qismat-e-shab-zadagaa.n jaag hii jaa.egii 'aliim'
jaras-e-qaafila-e-KHush-KHabraa.n hai.n ham log
Obaidullah Aleem
Ghazal
hai vo aavaaz-e-shikast-e-dil-e-giitii jis ko
jaras-e-qaafila-e-umr-e-ravaa.n kahtaa huu.n
Ravish Siddiqi
Ghazal
yaad-e-ayyaam ki sahraa-e-mohabbat me.n 'faraaz'
jaras-e-qaafila-e-dil kii sadaa zinda thii
Ahmad Faraz
Ghazal
jaate hai.n sabr o qaraar o KHirad o hosh o havaas
jaras-e-qaafila apnaa dil-e-naalaa.n hogaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
naGma-e-baad-e-bahaari jise tum kahte ho
jaras-e-qaafila-e-gul kii fuGaa.n hai ki nahii.n
Jafar Tahir
Ghazal
pukaar ai jaras-e-kaarvaan-e-sub.h-e-tarb
bhaTak rahe hai.n a.ndhero.n me.n tere saudaa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
hasb-e-farmaan-e-amiir-e-qaafila chalte rahe
paa-ba-jaulaa.n diida-o-lab-doKHta chalte rahe
Syed Naseer Shah
Ghazal
bikhar chukii jaras-e-kaarvaan-e-gul kii sadaa
ab us ke baa'd to vaamaa.ndgii kaa vaqfa hai
Aslam Ansari
Ghazal
qaafila aish kaa tayyaar hai rindo.n ke liye
qulqul-e-shiisha-e-mai hai jaras-e-jaam-e-sharaab
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
bulaa rahii hai tujhe manzil-e-buland tirii
ye naala-e-jaras-e-kaarvaa.n hai tere liye
Ehsan Nanparwi
Ghazal
sair-e-varuud-e-qaafila-e-nau-bahaar dekh
barpaa KHiyaam auj-e-havaa me.n ghaTaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
huu.n muntazir-e-qaafila-e-misr-e-tamannaa
yuusuf huu.n abhii chaah-e-bayaabaa.n me.n pa.Daa huu.n
Arsh Siddiqui
Ghazal
ko.ii aataa hai pas-e-qaafila-e-fasl-e-bahaar
phir hai zanjiir kii aavaaz KHudaa KHair kare