SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaTnii"
Ghazal MATCHES FOR "kaTnii"
Ghazal
bikharte TuuTte rishto.n kii umr hii kitnii
mai.n terii shaam huu.n aa jaa mirii sahar kar de
Waseem Barelvi
Ghazal
ab is bharam me.n har ik raat kaaTnii hai mujhe
ki aane vaalii tire saath kaaTnii hai mujhe
Ismail Raaz
Ghazal
Shahryar
Ghazal
Azhar Abbas
Ghazal
hazaaro.n gor kii raate.n hai.n kaaTnii 'naasiKH'
abhii to roz-e-siyah me.n tuu be-qaraar na ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
kaaTnii pa.Dtii hai naaKHun se takan kii zanjiir
yuu.n hii aatii nahii.n mushkil ko.ii aasaanii tak
Faiz Khalilabadi
Ghazal
jab dil me.n terii yaad na aa.nkho.n me.n nii.nd thii
aisii bhii ek raat mujhe kaaTnii pa.Dii
Lutf-ur-rahman
Ghazal
Sheri Bhopali
Ghazal
abhii to duur hai manzil ki kaaTnii hai.n abhii
milii jo virse me.n hai.n un masaafato.n ko bhii
Jaleel Haider Lashari
Ghazal
jab KHushii kaa mausam thaa ham-safar thaa ik aalam
kaaTnii hai ab lekin Gam kii rahguzar tanhaa
Rifat Sarosh
Ghazal
be-ishq ke javaanii kaTnii nahii.n munaasib
kyuu.nkar kahuu.n ki achchhaa hai jeTh kaa na tapnaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
mujh ko bhii kaaTnii qafas apne kii tiiliyaa.n
yaa TuuTe yaa bache mirii minqaar ho so ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aap ke piichhe guzaarii zindagii mat puuchhiye
kaaTnii thii kaaT lii rote hu.e gaate hu.e