SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntakhab ul aalam muneer shikohabadi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "muntakhab ul aalam muneer shikohabadi ebooks"
Ghazal
judaa.ii ke sadmo.n ko Taale hu.e hai.n
chale jaa.o ham dil sambhaale hu.e hai.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
qaidii huu.n sar-e-zulf-e-girah-giir se pahle
paaband huu.n paidaa.ish-e-zanjiir se pahle
Muneer Shikohabadi
Ghazal
buto.n ke ghar kii taraf ka.abe ke safar se phire
hazaar shukr ki jiite KHudaa ke ghar se phire
Muneer Shikohabadi
Ghazal
duniyaa se daaG-e-zulf-e-siyah-faam le gayaa
mai.n gor me.n charaaG-e-sar-e-shaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
aisii hu.ii sarsabz-shikaayat kii ka.Dii baat
sabze kii tarah kaan me.n us gul kii pa.Dii baat
Muneer Shikohabadi
Ghazal
tasviir-e-zulf-o-aariz-e-gulfaam le gayaa
murGaan-e-quds ke liye gul-daam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
sabza tumhaare ruKH ke liye ta.ng ho gayaa
tuutii kaa aks aa.ine me.n za.ng ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
hai iid laa.o mai-e-laala-faam uTh uTh kar
gale lagaate hai.n shiisho.n ko jaam uTh uTh kar
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ba.Dh chalaa ishq to dil chho.D ke duniyaa uTThaa
KHud-baKHud josh-e-mai-e-naab se shiisha uTThaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
umr baaqii raah-e-jaanaa.n me.n basar hone ko hai
aaj apnii saKHt-jaanii sa.ng-e-dar hone ko hai
Muneer Shikohabadi
Ghazal
aashiq-e-gesuu-o-qad tere gunahgaar hai.n sab
mustahiq daar ke phaa.nsii ke sazaa-vaar hai.n sab
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
saabit rahaa falak mire naalo.n ke saamne
Thahrii sipar habaab ke bhaalo.n ke saamne
Muneer Shikohabadi
Ghazal
jalso.n me.n guzarne lagii phir raat tumhaarii
is bhii.D me.n jaatii na rahe baat tumhaarii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
halqa halqa ghar banaa laKHt-e-dil-e-betaab kaa
zulf-e-jaanaa.n me.n hai aalam sub.ha-e-siimaab kaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
haal-e-poshiida khulaa saamaan-e-ibrat dekh kar
pa.Dh liyaa qismat kaa likkhaa lauh-e-turbat dekh kar
Muneer Shikohabadi
Ghazal
jo zauq hai ki ho daryaaft aabruu-e-sharaab
to chashm-e-jaam se ai shaiKH dekh suu-e-sharaab
Muneer Shikohabadi
Ghazal
aks-e-ruKH-e-gulguu.n se tamaashaa nazar aayaa
aa.iina unhii.n phuulo.n kaa duunaa nazar aayaa