SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntashir"
Ghazal MATCHES FOR "muntashir"
Ghazal
hai zehn zindagii ke masaa.il se muntashir
aur dil kisii ke ishq me.n betaab aur hai
Jahangeer nayab
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
muntashir kar ke zamaano.n ko kha.ngaalaa jaa.e
tab kahii.n jaa ke mire KHvaab ikaTThe ho.nge
Umair Najmi
Ghazal
nahii.n majaal kisii kii ki muntashir kar de
banaa chuke hai.n jo aadat safo.n me.n baiThne kii
aabid umar
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
vahii naala vahii naGma bas ik tafriiq-e-lafzii hai
qafas ko muntashir kar do nasheman naam ho jaa.e
Sheri Bhopali
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
tiraa jamaal fazaa.o.n me.n muntashir thaa magar
nigaah-e-shauq ko phir bhii tiraa pata na milaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
muntazir kis kaa huu.n TuuTii hu.ii dahliiz pe mai.n
kaun aa.egaa yahaa.n kaun hai aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ab ke havaa ke saath hai daaman-e-yaar muntazir
baanu-e-shab ke haath me.n rakhnaa sambhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
muntashir kar chukii aa.ndhii to ye ma.aluum hu.aa
ik baguule kii tarah ret ke ghar me.n ham the