SEARCH RESULTS
Showing search results for "murda-dil"
Ghazal MATCHES FOR "murda-dil"
Ghazal
dil-e-murda dil nahii.n hai ise zinda kar dubaara
ki yahii hai ummato.n ke marz-e-kuhan kaa chaara
Allama Iqbal
Ghazal
dil-e-pazh-murda ko ham-rang-e-abr-o-baad kar degaa
vo jab bhii aa.egaa is shahr ko barbaad kar degaa
Jamal Ehsani
Ghazal
is makaa.n me.n rahne vaale murda-dil insaan hai.n
is mahal ke pattharo.n ko sard honaa chaahiye
Fay Seen Ejaz
Ghazal
afsurda dil thaa ab to hu.aa Gam se murda-dil
jiitaa huu.n dekhne me.n vale mujh me.n jaa.n nahii.n
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
aish sab KHush aate hai.n jab talak javaanii hai
murda-dil vo hotaa hai jo ki sheKH faanii hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
ek naum suu.n jagaa.uu.n agar murda dil ke ta.ii.n
taa-hashr yaad-e-haq mane bedaar kar rakhuu.n
Alimullah
Ghazal
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
dil-e-pazh-murda khilaa jaataa hai kyuu.n aaj bashiir
aa ga.ii hai ko.ii yaa KHush-KHabarii aatii hai
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
yuu.n kiyaa barbaad us gul ne dil-e-pazh-murda ko
phe.nk de hai phuul jaise ko.ii kumlaayaa hu.aa
Muntazir lakhnavi
Ghazal
kuchh to ho jaatii tasallii dil-e-pazh-murda ko
ghar kii viiraanii jo saamaan-e-tamaashaa hotii
Rashid Taraz
Ghazal
mumkin nahii.n miraa dil-e-pazh-murda shaad ho
kumhlaa gayaa jo Guncha vo phir gul na ho sakaa