SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigahbaan"
Ghazal MATCHES FOR "nigahbaan"
Ghazal
taa-hadd-e-nazar sho.ale hii sho.ale hai.n chaman me.n
phuulo.n ke nigahbaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
insaan me.n haivaan yahaa.n bhii hai vahaa.n bhii
allaah nigahbaan yahaa.n bhii hai vahaa.n bhii
Nida Fazli
Ghazal
hai.n tevrii me.n bal to nigaahe.n phirii hu.ii
jaate hai.n aise aane se ausaan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
in ko kyaa qile ke andar kii fazaa.o.n kaa pataa
ye nigahbaan hai.n in ko to hai pahraa denaa
Azhar Inayati
Ghazal
bas ek shab kaa ujaalaa hai us ke daaman me.n
ki ye charaaG nigahbaan ek raat kaa hai
Saifuddin Saif
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
mujh me.n badal rahaa hai jo ik aalam-e-KHayaal
us lamha-e-junuu.n ke nigahbaan tum nahii.n
Saleem Kausar
Ghazal
duniyaa kii nigaaho.n me.n bhalaa kyaa hai buraa kyaa
ye bojh agar dil se utar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
yuu.n vo zulmat se rahaa dast-o-garebaa.n yaaro
us se larzaa.n the bahut shab ke nigahbaa.n yaaro
Habib Jalib
Ghazal
daaman me.n liye phirtaa huu.n mai.n daulat-e-Gam ko
Gaafil hai nigahbaan kahaa.n raat guzaaruu.n
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
sayyaad-o-nigahbaan-e-chaman par hai ye raushan
aabaad hamii.n se hai nasheman bhii qafas bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
aage hai ghar raqiib kaa bas saath ho chukaa
ab aap kaa KHudaa hai nigahbaan jaa.iye
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
ham ko samundaro.n kaa nigahbaa.n banaa diyaa
ho.nTo.n se the jo pyaas ke rishte nahii.n ga.e
Nadeem Farrukh
Ghazal
ek se ek hai Gaarat-gar-e-iimaan yahaa.n
ai mire dil tiraa allaah nigahbaan yahaa.n