SEARCH RESULTS
Showing search results for "patthar-dil"
Ghazal MATCHES FOR "patthar-dil"
Ghazal
patthar se kabhii dil na lagaa lenaa ki patthar
shiishe ke makaano.n me.n sajaa.e nahii.n jaate
Dil Sikandarpuri
Ghazal
Mubarak Mungeri
Ghazal
vo shola hai yaa chashma kuchh bhed khule
patthar-dil me.n rasta kar ke dekhuu.ngaa
Mohsin Bhopali
Ghazal
'momal' is ko dil me.n Dhaal saliiqe se
varna to patthar dil patthar rahtaa hai
Yasmeen Moomal
Ghazal
pyaar uma.D kar patthar-dil tak aaya phir
diivaaro.n se sar Takraa kar lauT gayaa
Pushpendra Pushp
Ghazal
nazar jhukaa ke vo kahtii thii mujh ko patthar dil
milaatii aa.nkh to aa.nkho.n me.n dekhtii aa.nsuu
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
apno.n hii ne maare hai.n mujhe tanz ke patthar
dil dard kii sauGaat se larziida bahut hai
Imran Azeem
Ghazal
tumhaare saamne aaya to ban gayaa patthar
dil-o-nazar pe mujhe iKHtiyaar thaa kitnaa
Qamar Sanbhali
Ghazal
dekhnaa ye hai ki pighaltaa hai kahaa.n tak patthar
dil me.n bha.Dkaa to gayaa pyaar ke sho.ale ko.ii