SEARCH RESULTS
Showing search results for "pursish-e-sabab-e-ijtinaab"
Ghazal MATCHES FOR "pursish-e-sabab-e-ijtinaab"
Ghazal
taqdiir bhii burii mirii taqriir bhii burii
big.De vo pursish-e-sabab-e-ijtinaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
duniyaa sabab-e-shorish-e-Gam puuchh rahii hai
ik mohr-e-KHamoshii hai ki ho.nTo.n pe lagii hai
Ejaz Siddiqi
Ghazal
sabab-e-tark-e-mulaaqaat ko.ii hai to sahii
na sahii baat magar baat ko.ii hai to sahii
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
mere kariim tirii rahmato.n ke sadqe me.n
gunaahgaar umiid-e-savaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
hai ta.ng-dastiyo.n ke sabab zo'f is qadar
sab kii hai.n aa.nkhe.n nargis-e-biimaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
surKHii ke sabab KHuub khilaa hai gul-e-laala
aariz me.n labo.n me.n kaf-e-dast o kaf-e-paa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nashtar-e-mizhgaa.n kii tezii ke sabab
ek kaa.nTaa hai dil-e-pur-KHaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bahaar-e-vaqt kaa har ik chalan shikasta hai
yahii sabab hai chaman kaa badan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
KHirad ne laakh sar-o-barg-e-ijtinaab kiyaa
tirii nigah ko mire dil ne kaamyaab kiyaa
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
munkashif jab sabab-e-pursish-e-a.amaal hu.aa
hashr ko jalva-gah-e-va.ada-e-fardaa dekhaa
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
kyaa kaam unhe.n pursish-e-arbaab-e-vafaa se
martaa hai to mar jaa.e ko.ii un kii balaa se
Hasrat Mohani
Ghazal
mai.n pursish-e-Gam-e-furqat kii daad detaa huu.n
tirii latiif nadaamat kii daad detaa huu.n
Arshad Siddiqui
Ghazal
un ko dimaaG-e-pursish-e-ahl-e-mehan kahaa.n
ye bhii sahii to ham ko majaal-e-suKHan kahaa.n
Bekhud Badayuni
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
kyaa hai mirii KHataa sabab-e-be-ruKHii hai kyaa
mere junuun-e-shauq me.n ko.ii kamii hai kyaa
Mahmood-ul-Hasan
Ghazal
jhukii nigah me.n hai Dhab pursish-e-nihaanii kaa
hayaa me.n zor diyaa rang mehrbaanii kaa