SEARCH RESULTS
Showing search results for "pursish-e-sabab-e-ijtinaab"
Nazm MATCHES FOR "pursish-e-sabab-e-ijtinaab"
Nazm
jamuna-ji
baa.is naaz hai be-shubah himaala ke liye
sabab-e-faKHr-o-sharf gokul-o-mathuraa ke liye
Bismil Allahabadi
Nazm
ai farangi
yahii culture sabab-e-pastii-e-aKHlaaq hu.ii
hindiyo.n me.n isii culture se riyaa bhii aa.ii
Mela Ram Wafa
Nazm
kahan hai aa ja
terii furqat dil-e-maayuus pe ik turfa sitam
terii furqat sabab-e-kaavish-o-bedaarii-e-Gam
Shakeel Badayuni
Nazm
sabab-e-tabahi
sabab ho.nge tabaahii kaa jahaa.n kii
zulf-o-chashm-o-aariz tere
Jai Raj Singh Jhala
Nazm
tajassus
ab to rasman hii zabaa.n par pursish-e-ahvaal hai
dam dilaasa pyaar hamdardii KHuluus
Akhtar Rahi
Nazm
gurez
pursish-e-Gam na karo zaKHm hare hote hai.n
dekho dekho mire ho.nTo.n pe ha.nsii hai dekho
Abdul Hamid Dehlwi
Nazm
nazr-e-sauda
zindaa.n kii shab nazar ke ujaale KHayaal-e-dost
yakjaa hu.e to pursish-e-haalaat ho ga.ii
Sahba lakhnavi
Nazm
KHabar hai ki nahin
husn ko pursish-e-biimaar kaa hai ab bhii KHayaal
mehr kii zarra KHaakii pe nazar hai ki nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
ayaadat
ik ik adaa me.n saika.Do.n pahluu-e-dildahii
ik ik nazar me.n pursish-e-pinhaa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kar ke ek bar taghaful na mujhe pyar karo
be-ruKHii thii to ayaadat ko na aa.e hote
ab jo aa.e ho to kuchh pursish-e-biimaar karo
Jaleel Qidwai
Nazm
lekin
kaun hai tuu ki tire tiira-shabistaa.n me.n kabhii
chaa.ndnii ko.ii pa.e-pursish-e-Gam aa.ii nahii.n
Afzal Husain Afzal
Nazm
ghunchagi ka safar
kabhii baduun-e-sabab sarKHushii kii kaifiyyat
kabhii ye haal ki be-vaj.h girya-o-zaarii
Allama Talib Jauhari
Nazm
shikast
pursish-e-Gam kaa to kyaa zikr ki is mahfil me.n
mai.n nigaah-e-Galat-andaaz ke qaabil bhii nahii.n
Niyaz Gulbargavi
Nazm
nai-dehli
ye rang bhii kuchh din me.n badal jaa.egaa 'kaifii'
kyuu.n ye na.ii-dehlii sabab-e-dil-shikanii hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
sawal-o-jawab kaun kare
zikr-e-ahd-e-shabaab kaun kare
hasrato.n kaa hisaab kaun kare