SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabd cheen mirza ghalib ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "sabd cheen mirza ghalib ebooks"
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
vo mirii chiin-e-jabii.n se Gam-e-pinhaa.n samjhaa
raaz-e-maktuub ba-be-rabti-e-unvaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
be-e'tidaaliyo.n se subuk sab me.n ham hu.e
jitne ziyaada ho ga.e utne hii kam hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
sad jalva ruu-ba-ruu hai jo mizhgaa.n uThaa.iye
taaqat kahaa.n ki diid kaa ehsaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kahte to ho tum sab ki but-e-Gaaliyaa-muu aa.e
yak martaba ghabraa ke kaho ko.ii ki vo aa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
na hu.ii gar mire marne se tasallii na sahii
imtihaa.n aur bhii baaqii ho to ye bhii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
kare hai baada tire lab se kasb-e-ra.ng-e-faroG
KHat-e-piyaala saraasar nigaah-e-gul-chii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye baat sab ko bataa.ii thii mirzaa Gaalib ne
bahaar ghar me.n thii sahraa u.Daa rahaa thaa mai.n
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
itnii laziiz tar thii.n Galat-kaariyaa.n 'sabaa'
mil kar gale buraa.ii se achchhaa.ii chhin ga.ii
Aleem Saba Navedi
Ghazal
mirii hastii fazaa-e-hairat aabaad-e-tamannaa hai
jise kahte hai.n naala vo usii 'aalam kaa anqaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
gaalii sahii adaa sahii chiin-e-jabii.n sahii
ye sab sahii par ek nahii.n kii nahii.n sahii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ab kahaa.n aur kisii chiiz kii jaa rakkhii hai
dil me.n ik terii tamannaa jo basaa rakkhii hai
Anwar Masood
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa