SEARCH RESULTS
Showing search results for "saz e larzan ghulam rabbani taban ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "saz e larzan ghulam rabbani taban ebooks"
Ghazal
jalva paaband-e-nazar bhii hai nazar-saaz bhii hai
parda-e-raaz bhii hai parda-dar-e-raaz bhii hai
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
numuu ke faiz se ra.ng-e-chaman nikhar saa gayaa
magar bahaar me.n dil shorisho.n se Dar saa gayaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
har mo.D ko charaaG-e-sar-e-rahguzar kaho
biite hu.e dino.n ko Gubaar-e-safar kaho
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
sar-taa-ba-qadam ek hasii.n raaz kaa aalam
allaah re ik fitnagar-e-naaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
bahaar aa.ii gul-afshaaniyo.n ke din aa.e
uThaa.o saaz Gazal-KHvaaniyo.n ke din aa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
zindagii dil pe 'ajab sehr saa kartii jaa.e
ik jagah Thahrii lage aur guzartii jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
kamaal-e-be-KHabarii ko KHabar samajhte hai.n
tirii nigaah ko jo mo'tabar samajhte hai.n
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
vo raushnii ki ba-qaid-e-sahar nahii.n ai dost
tiraa jamaal hai merii nazar nahii.n ai dost
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ek tum hii nahii.n duniyaa me.n jafaakaar bahut
dil salaamat hai to dil ke liye aazaar bahut
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
rahguzar ho yaa musaafir nii.nd jis ko aa.e hai
gard kii mailii sii chaadar o.Dh ke so jaa.e hai
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
qusuur ishq me.n zaahir hai sab hamaaraa thaa
tirii nigaah ne dil ko magar pukaaraa thaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
lillaahil-hamd ki dil shola-fishaa.n hai ab tak
piir hai jism magar tab.a javaa.n hai ab tak
Josh Malihabadi
Ghazal
junuu.n KHud-numaa KHud-nigar bhii nahii.n
KHirad kii tarah kam-nazar bhii nahii.n
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
dil vo kaafir ki sadaa aish kaa saamaa.n maa.nge
zaKHm paa jaa.e to kambaKHt namak-daa.n maa.nge
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
shauq kaa taqaaza hai sharh-e-aarzuu kiije
dil se ahd-e-KHaamoshii kaise guftuguu kiije
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
kisii ke haath me.n jaam-e-sharaab aayaa hai
ki maahtaab tah-e-aaftaab aayaa hai
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
daur-e-tuufaa.n me.n bhii jii lete hai.n jiine vaale
duur saahil se kisii mauj-e-gurezaa.n kii tarah
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
manzilo.n se begaana aaj bhii safar meraa
raat be-sahar merii dard be-asar meraa