SEARCH RESULTS
Showing search results for "the distance of a shout kishwar naheed ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "the distance of a shout kishwar naheed ebooks"
Ghazal
daastaan-e-shauq kitnii baar dohraa.ii ga.ii
sun.ne vaalo.n me.n tavajjoh kii kamii paa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ba.Dh ga.ii mai piine se dil kii tamannaa aur bhii
sadqa apnaa saaqiyaa yak jaam-e-sahbaa aur bhii
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
vaqt ajiib chiiz hai vaqt ke saath Dhal ga.e
tum bhii bahut badal ga.e ham bhii bahut badal ga.e
Hasan Aabid
Ghazal
sab log jidhar vo hai.n udhar dekh rahe hai.n
ham dekhne vaalo.n kii nazar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Qadr Bilgrami
Ghazal
fasl-e-gul KHaak hu.ii jab to sadaa dii tuu ne
ai gul-e-taaza bahut der lagaa dii tuu ne
Shahzad Ahmad
Ghazal
phir lauT kar ga.e na kabhii dasht-o-dar se ham
nikle bas ek baar kuchh is tarah ghar se ham
Jagan Nath Azad
Ghazal
be-ajal kaam na apnaa kisii unvaa.n niklaa
dam to niklaa magar aazurda-e-ehsaa.n niklaa
Fani Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kis dil se tark-e-lazzat-e-duniyaa kare ko.ii
vo KHvaab-e-dil-fareb ki dekhaa kare ko.ii
Yagana Changezi
Ghazal
zabt kii had se bhii jis vaqt guzar jaataa hai
dard ho.nTo.n pe ha.nsii ban ke bikhar jaataa hai
Shoque Moradabadi
Ghazal
kab tak kare.nge jabr dil-e-naa-subuur par
muusaa to jaa ke baiTh rahe koh-e-tuur par
Bekhud Dehlvi
Ghazal
chhaatii jalaa kare hai soz-e-daruu.n balaa hai
ik aag sii rahe hai kyaa jaaniye ki kyaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
zabuun-o-KHvaar hu.ii hai mirii jibillat bhii
mire nasiib-o-viraasat me.n se imaamat bhii
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
har samt hai tuufaan-e-balaa soch rahaa huu.n
qismat me.n hai kyaa apnii likhaa soch rahaa huu.n