SEARCH RESULTS
Showing search results for "zer-e-parda-haa-e-saaz"
Ghazal MATCHES FOR "zer-e-parda-haa-e-saaz"
Ghazal
dariicho.n ko to dekho chilmano.n ke raaz to samjho
uThe.nge parda-haa-e-baam-o-dar aahista aahista
Mustafa Zaidi
Ghazal
mere dard-e-dil se goyaa aashnaa hai.n chob-o-taar
apne naale sun rahaa huu.n parda-haa-e-saaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
Bekhud Mohani
Ghazal
dekh kar aap ne maayuus-e-tamannaa mujh ko
parda-haa-e-mah-o-anjum se pukaaraa mujh ko
Sardar Khan Soz
Ghazal
sukuut-e-arz-o-samaa parda-haa-e-shorish-e-dil
khulaa ki GalGala-e-al-amaa.n to kuchh bhii nahii.n
Hadis Salsal
Ghazal
mirii nazar se vo jalve na rah sake mastuur
jo zer-e-parda-e-pairaahan-e-bahaar rahe
Ehsan Danish
Ghazal
dekh ai shauq-e-nazar nazzaara-haa-e-dil-fareb
parda-haa-e-jur.at-aamoz us ke mahmil se pare
Daud Ghazi
Ghazal
Ajiz Matvi
Ghazal
nazro.n ne kis kii chaak kiye parda-haa-e-ra.ng
sa.nvlaa diyaa hai jis ne ruKH-e-yaar kaun hai
Zehra Nigaah
Ghazal
parda-haa-e-chashm me.n vo jalva-e-mastuur hai
aaj merii har nazar barq-e-jamaal-e-tuur hai
Muneer Bhopali
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo abhii lauTe hai.n haare hu.e lashkar kii tarah
saaz-haa-e-tarab-a.ngez zaraa kam kar lo
Zubair Rizvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jo bhii ho lekin hamaare vaaste ye shaa.irii
parda-daar-e-raaz-haa-e-zindagii hotii nahii.n