SEARCH RESULTS
Showing search results for "امانت"
Nazm MATCHES FOR "امانت"
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-milli
tauhiid kii amaanat siino.n me.n hai hamaare
aasaa.n nahii.n miTaanaa naam-o-nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
hamaaraa KHuun amaanat hai nasl-e-nau ke liye
hamaare KHuun pe lashkar na pal sake.nge kabhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
abhii ham dastaKHat karte hai.n apne qatl-naamo.n par
abhii ham aasmaano.n kii amaanat
Ahmad Faraz
Nazm
nau-jawan se
tiraa shabaab amaanat hai saarii duniyaa kii
tuu KHaar-zaar-e-jahaa.n me.n gulaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hinDola
bachaa ke rakkhii thii mai.n ne amaanat-e-tiflii
ise na chhiin sakii mujh se dast-burd-e-shabaab
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aalam kitne
zehn-e-aadam me.n hai afkaar kii duniyaa aabaad
qalb-e-insaa.n me.n amaanat hai.n abhii Gam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHak-e-dil
dekh is KHaak ko aa.nkho.n me.n basaa kar rakhnaa
is amaanat ko kaleje se lagaa kar rakhnaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ek bar jo kho jae wo waqt nahin milta
jo vaqt milaa ham ko allaah kii amaanat hai
ik KHvaab kaa chehraa hai ta.abiir kii suurat hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
muddat ke baad
ab apne apne KHuu.n kii amaanat hai aur ham
aur in amaanato.n kii hifaazat ke KHvaab hai.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
har ik ke saath rahe daulat-e-amaanat-e-Gam
ko.ii najaat na paa.e najaat se pahle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main na kahta tha tum se
ishq ik ibaadat hai payambarii amaanat hai
KHaaro.n se ye pur rasta