SEARCH RESULTS
Showing search results for "رفاقت"
Nazm MATCHES FOR "رفاقت"
Nazm
saza
jab mai.n tumhe.n nashaat-e-mohabbat na de sakaa
Gam me.n kabhii sukuun-e-rifaaqat na de sakaa
Jaun Eliya
Nazm
mata-e-ghair
chaar din kii ye rifaaqat jo rifaaqat bhii nahii.n
umr bhar ke liye aazaar hu.ii jaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek rah-guzar par
shabaab jis se taKHayyul pe bijliyaa.n barse.n
vaqaar jis kii rafaaqat ko shoKHiyaa.n tarse.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main aur tu
ek diivaar se kahtaa ki mire saath chalo
aur zanjiir-e-rifaaqat se gurezaa.n diivaar
Ahmad Faraz
Nazm
chand nasihaten
sab buraa kahte hai.n la.Dne ko burii aadat hai ye
saath ke la.Dke jo ho.n un se rifaaqat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri lamha
vo jis se tum ko mohabbat mile rifaaqat bhii
hazaar ek ho.n do zehn muKHtalif ho.nge
Jan Nisar Akhtar
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
mehrbaa.n dost rifaaqat kaa bharam rakhte hu.e
ajnabii log dil-o-jaa.n me.n qadam rakhte hu.e
Mohsin Naqvi
Nazm
KHak-e-dil
ik bahan apnii rifaaqat kii qasam khaa.e hu.e
ek maa.n mar ke bhii siine me.n liye maa.n kaa gudaaz
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
liye hai buu-e-rifaaqat agar havaa-e-chaman
to laakh pahre biThaa.e.n qafas pe zulm-parast