SEARCH RESULTS
Showing search results for "زبان"
Nazm MATCHES FOR "زبان"
Nazm
muhasara
isii liye to jo likkhaa tapaak-e-jaa.n se likhaa
jabhii to loch kamaa.n kaa zabaan tiir kii hai
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
zabaan KHushk hai aavaaz ruktii jaatii hai
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab jo bikhar gae
magan thaa mai.n ki pyaar ke bahut se giit gaa.u.ngaa
zabaan gu.ng ho ga.ii, gale me.n giit ghuT ga.e
Amir Usmani
Nazm
iltija-e-musafir
mirii zabaan-e-qalam se kisii kaa dil na dukhe
kisii se shikva na ho zer-e-aasmaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
ek rah-guzar par
vo aa.nkh jis ke banaav pa KHaaliq itraa.e
zabaan-e-sher ko taariif karte sharm aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pandrah august
zabaan mil ga.ii hai saare be-zabaano.n ko
jo zulm sahte the vo ab hisaab maa.ngte hai.n
Javed Akhtar
Nazm
apni malka-e-suKHan se
khul jaa.e gar ye baat ki urdu zabaan par
terii nigaah-e-naaz kaa ehsaa.n hai kis qadar
Josh Malihabadi
Nazm
aurat aur namak
izzat kii kanii hamaarii zabaan se shuruu.a hotii hai
ko.ii raat hamaaraa namak chakh le
Sara Shagufta
Nazm
zaban-daraaz
mai.n apnii biimaarii bataane se ma.azuur huu.n
mujhe zabaan kii ajiib biimaarii ho ga.ii hai
Ammar Iqbal
Nazm
patthar ki zaban
isii akele pahaa.D par tuu mujhe milaa thaa
yahii bulandii hai vasl teraa
Fahmida Riaz
Nazm
champai dhup
tire labo.n pe zabaan rakh kar
mai.n nuur kaa vo hasiin qatra bhii pii gayaa huu.n