SEARCH RESULTS
Showing search results for "شمس"
Nazm MATCHES FOR "شمس"
Nazm
KHuda ka sawal
ye paanii havaa aur ye shams-o-qamar
ye mauj-e-ravaa.n ye kinaara bha.nvar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aasmaa.n majbuur hai shams o qamar majbuur hai.n
anjum-e-siimaab-paa raftaar par majbuur hai.n
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
gesu-e-urduu abhii minnat-paziir-e-shaana hai
sham.a ye saudaa.i-e-dil-sozi-e-parvaana hai
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
nizaam-e-shams-o-qamar me.n payaam-e-hifz-e-hayaat
ba-chashm-e-shaam-o-sahar maamtaa kii shabnam sii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHuda jaanta hai
ujaalaa hai kaisaa ye shams-o-qamar par
KHudaa kii ye baate.n KHudaa jaantaa hai
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
parda aur ismat
qasam aasmaano.n ke shams-o-qamar kii
ko.ii aur shai hai ye ismat nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaKHiri tamashai
uTho ki vaqt KHatm ho gayaa
tamaash-biino.n me.n tum aaKHirii hii rah ga.e ho
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
musafir
mire badan ko sikhaa.e hazaar istilzaaz
kuchh is tarah mire pahluu me.n aa.e zohra-o-shams
Mustafa Zaidi
Nazm
sar-e-tur
vo jo haa.il the raaho.n me.n shams o qamar
ham-safar un ko apnaa banaate hai.n ham