SEARCH RESULTS
Showing search results for "غداری"
Nazm MATCHES FOR "غداری"
Nazm
jugnu
vo daar-o-giir vo aazaadii-e-vatan kii ja.ng
vatan se thii ki Ganiim-e-vatan se Gaddaarii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ai watan
ham pe Gaddaarii kii tohmat ye navaazish dekhiye
dekh liije zahr kitnaa us rag-e-baatil me.n hai
Akhtar Husain Shaafi
Nazm
mere KHwabon ka hindostan
na hogii bhuuk kii la.anat na bekaarii na biimaarii
na hogii be-iimaanii aur na ayyaarii na Gaddaarii
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
mujhe kaun bulata rahta hai
mirii aa.ankho.n ne Gaddaarii kii
mire haath kisii ne kaaT diye
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
jashn-e-ghaalib
aazaadi-e-kaamil kaa elaan hu.aa jis din
ma.atuub zabaa.n Thahrii Gaddaar zabaa.n Thahrii
Sahir Ludhianvi
Nazm
rab bhi taire jaisa hai man
KHaaliq tuu hai raaziq hai tuu
sattaarii Gaffaarii tujh me.n
Abu Bakr Abbad
Nazm
main urdu zaban hun
jahaan-e-mohabbat kii mai.n paasbaa.n huu.n
magar paasbaan-e-vatan mujh ko Gaddaar kahne lage hai.n
Khalid Mubashshir
Nazm
bahadur shah zafar
us ke apne hii ek rishta-daar
na.ng-e-hindostaa.n hu.e Gaddaar
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
karachi
hasii.n is nagar ke fusuu.n-kaar bhii hai.n
usuul-e-mohabbat ke Gaddaar bhii hai.n
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
mere gham-KHwar
ye sach-much Gaddaar hai.n yaaro
ye jo mire Gam-KHvaar hai.n yaaro
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
kya KHabar thi
sirf Gaddaar paa.e.nge tamGe
un kii hii izz-o-jaah bhii hogii
Muhammad Rashid Athar
Nazm
qaid se najat
zaad-e-raah-e-safar tavakkul hai
rahnumaa.ii ko us kii Gaffaarii
Muneer Shikohabadi
Nazm
bahadur shah zafar
us ke apne hii ek rishta-daar
na.ng-e-hindostaa.n hu.e Gaddaar