SEARCH RESULTS
Showing search results for "قدغن"
Nazm MATCHES FOR "قدغن"
Nazm
kar gae kuch kahan
jin pe qadGan hai vo ash.aar pa.Dhegii KHilqat
aur TuuTe hu.e dil tujh ko salaamii de.nge
Ahmad Faraz
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
Taal se uTh kar jab ghar me.n aataa hai
beTii par qadGan rakhtaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
adl-e-jahangiri
ko.ii shaamat-zada rahgiir udhar aa niklaa
garche thii qasr me.n har chaar taraf se qadGan
Shibli Nomani
Nazm
shauhar ki fariyaad
mere aane par hai paabandii kabhii jaane pe hai
hai kabhii piine pe qadGan aur kabhii khaane pe hai
Asad Jafri
Nazm
kyunki hum KHas log hain
hamaare tarz-e-amal par ko.ii qadGan na lagaa.e
tasliim kiyaa jaa.e ki ham
Shaukat Abidi
Nazm
kali khetar
magar ik vahshiyaana raqs pe qadGan zaruurii thaa
so vishnuu ne chalaayaa chakr
Shahnaz Nabi
Nazm
ek aawaz
din kii KHaatir hai kaun sii qadGan
ik musaafir hai ye bhii suuraj bhii
Hurmatul Ikaram
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
vo jis se tumhaare ijz pe bhii
shamshaad-qado.n ne rashk kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marsiye
sehn-e-gulshan me.n kabhii ai shah-e-shamshaad-qadaa.n
phir nazar aa.e saliiqa tirii ra.anaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
paivand-e-rah-e-kuucha-e-zar chashm-e-Gazaalaa.n
paabos-e-havas afsar-e-shamshaad-qadaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wahi laDki
sarv-qado.n ke qisse sunaayaa kartii thii
mere ghar me.n vo KHurshiid kii suurat roz ubhartii thii
Khatir Ghaznavi
Nazm
aaina aur main
tilasmaatii hai aa.iina
kabhii pasta-qado.n kaa qad bahut uu.nchaa dikhaataa hai