SEARCH RESULTS
Showing search results for "معتبر"
Nazm MATCHES FOR "معتبر"
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
kuchh vo hai.n jo KHil.at-o-qabaa se
aivaan-e-shahii me.n mo'tabar hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
chadar aur chaar-diwari
dam-e-sub.h dar-ba-dar hai.n
huzuur ke nutfe ko mubaarak ke nisf virsa se be-mo'atabar hai.n
Fahmida Riaz
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
ai dil-e-be-KHabar kam-nazar mo'tabar
tuu ki muddat se hai zer-e-baar-e-safar
Amjad Islam Amjad
Nazm
lahu ka suragh
na dii.n kii nazr ki bai.aana-e-jazaa dete
na razm-gaah me.n barsaa ki mo'tabar hotaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jitne alfaz hain sab kahe ja chuke
tishna iz.haar ko mo'atabar saa ko.ii ab sahaaraa mile
ik kinaaya mile ik ishaara mile
Tariq Qamar
Nazm
guftugu jo hoti hai sal-e-nau se ambar ki
sajda-e-mohabbat se aa.o mo'atabar kar de.n
saal-e-nau ke aa.ngan ko KHushbu.o.n kaa ghar kar de.n
Aleena Itrat
Nazm
gandhi-jayanti
tujh ko bataa.e kaun aaj asl me.n raahbar hai kaun
tujh ko bataa.e kaun aaj banda-e-mo.tabar hai kaun
Arsh Malsiyani
Nazm
achchhi kitab
zindagii paatii hai is se aap KHud apnii KHabar
zindagii paatii hai is se ik maqaam-e-mo.atabar
Ata Abidi
Nazm
agar yahi hai shaeri to shaeri haram hai!
qadam ba.Dhaa rahe hai.n aur raah mo'tabar nahii.n
fareb-KHurda-e-chaman hai.n daam par nazar nahii.n
Mohsin Bhopali
Nazm
chaaragaro
yahaa.n bhii nashsha-e-naa-mo'tabar hai chaaragaro
mai.n aisaa jaada-e-manzil guzishta huu.n jis ke
Mustafa Zaidi
Nazm
harif-e-visal
magar bas ik baat mo'tabar thii
kisii ke dil me.n thaa kyaa kisii ko KHabar nahii.n thii