SEARCH RESULTS
Showing search results for "معرفت"
Nazm MATCHES FOR "معرفت"
Nazm
kaif se KHumar tak
aur phir hayaa zindagii kii maar
ma.arifat kaa bojh jabr-o-iKHtiyaar
Mahboob Khizan
Nazm
achchhi kitab
is ke jalve se huvaidaa ma.arifat kii daulate.n
nuur se is ke hu.aa insaan kaa irfaa.n hame.n
Ata Abidi
Nazm
ganga
husn-e-Gayuur teraa hai be-niyaaz hastii
to bahr-e-ma.arfat hai o paak-baaz hastii
Suroor Jahanabadi
Nazm
KHushk-sali
ma.arifat dil me.n na ab vo ruuh me.n ehsaas hai
log kahte hai.n ki hai lekin hame.n to yaas hai
Josh Malihabadi
Nazm
aaraf
jo ma.arifat ke lab khule
to pattharo.n kii baarisho.n se suuliyaa.n lahuuluhaan ho ga.ii.n
Syed Mubarak Shah
Nazm
insan ki fariyaad
paayaa na mai.n ne ab tak maqsad kaa apne saahil
kii bahr-e-ma.arfat me.n din raat aashnaa.ii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
kanhaiya
maza to yahii hai tirii ma.arifat kaa
ki har qaum samjhe hamaare kanhaiyaa
Afqar Mohani
Nazm
kanhayya
maza to yahii hai tirii ma.arifat kaa
ki har qaum samjhe hamaare kanhayyaa