SEARCH RESULTS
Showing search results for "مچلے"
Nazm MATCHES FOR "مچلے"
Nazm
pas raho
aur bachcho.n ke bilakne kii tarah qulqul-e-mai
bahr-e-naa-suudgii machle to manaa.e na mane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tark-e-mohabbat ke baad
pesh kar saktaa huu.n lekin tujhe bahlaane ko
chaa.ndnii-raat me.n machle hu.e ruumaan kii yaad
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
tu ghar se nikal aae to
aa.ankho.n ko jhukaa.e hu.e palluu ko uThaa.e
mukh.De pe liye sub.h ke machle hu.e saa.e
Josh Malihabadi
Nazm
mulaqat
dil jo machle to ko.ii Tokne vaalaa bhii nahii.n
jism pighle to ko.ii dekhne vaalaa bhii nahii.n
Zubair Rizvi
Nazm
dil-e-muztarib
kaun dekhe inhe.n
hai.n diyaa sii in aa.nkho.n me.n pal pal jo parvaane machle hu.e
Sara Khan
Nazm
jo hum pe guzri
jin kii aa.nkho.n ne na.ii sub.h ke jalve dekhe
jin ke ho.nTo.n pe guhar-baar tabassum machle
Muslim Shameem
Nazm
talib-e-ilm
ghar se niklaa thaa pa.Dhaa.ii kii tamanna le kar
dil me.n machle hu.e armaano.n kii duniyaa le kar
Betab Amrohvi
Nazm
jawab-e-shikwa
adl hai faatir-e-hastii kaa azal se dastuur
muslim aa.ii.n hu.aa kaafir to mile huur o qusuur
Allama Iqbal
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
kis ko shikva hai gar shauq ke silsile
hijr kii qatl-gaaho.n se sab jaa mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
jis din se mile hai.n dono.n kaa sab chain gayaa aaraam gayaa
Akhtar Shirani
Nazm
KHuda ka sawal
ye duniyaa jahaa.n bazm-aaraa.iiyaa.n
ye mahfil ye mele ye tanhaa.iyaa.n