SEARCH RESULTS
Showing search results for "کاش"
Nazm MATCHES FOR "کاش"
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
aatii nahii.n sadaa.e.n us kii mire qafas me.n
hotii mirii rihaa.ii ai kaash mere bas me.n
Allama Iqbal
Nazm
nazm
tumhaare vaaste jo mere dil me.n hai 'haafii'
tumhe.n mai.n kaash ye sab kuchh kabhii bataa paatii
Tahzeeb Hafi
Nazm
ecstasy
kaa.npte ho.nTo.n pe thii allaah se sirf ik du.aa
kaash ye lamhe Thahar jaa.e.n Thahar jaa.e.n zaraa!
Parveen Shakir
Nazm
kangan
kaash mai.n tere hasii.n haath kaa ka.ngan hotaa
tuu ba.De pyaar se chaav se ba.De maan ke saath
Wasi Shah
Nazm
us aangan ka chand
ye kaa.nTaa jo hame.n chubhaa hai kaash tujhe bhii chubhtaa chaa.nd
Ibn۔e۔Insha
Nazm
nazrana
phir bhii ik raat me.n sau tarah ke mo.D aate hai.n
kaash tum ko kabhii tanhaa.ii kaa ehsaas na ho
Kaifi Azmi
Nazm
diwane ki jannat
meraa ye KHvaab ki tum mere qariib aa.ii ho
kaash ik KHvaab rahe talKH haqiiqat na bane
Waseem Barelvi
Nazm
jugnu
ye be-KHudii-e-musarrat ye vaalihaana raqs
ye taal-sam ye chhamaa-chham ki kaan bajte hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek aur raat
kaash ik baar kabhii niind se uTh kar tum bhii
hijr kii raato.n me.n ye dekho to kyaa hotaa hai
Gulzar
Nazm
wo chup rahne ko kahte hain jo hum fariyaad karte hain
asiiraan-e-qafas se kaash ye sayyaad kah detaa
raho aazaad ho kar ham tumhe.n aazaad karte hai.n
Ram Parsad Bismil
Nazm
ustad ka DanDa
kaash bhuulaa hu.aa shafqat kaa sabaq yaad aa.e
baap ke ruup me.n school me.n ustaad aa.e
Syeda Farhat
Nazm
aaKHiri lamha
ye duur daur-e-jahaa.n kaash tum ko raas aa.e
tum is zamiin ko kuchh aur bhii sa.nvaar sako