SEARCH RESULTS
Showing search results for "کپڑے"
Nazm MATCHES FOR "کپڑے"
Nazm
muflisi
dariyaa me.n un ke murde bahaatii hai muflisii
biibii kii nath na la.Dko.n ke haatho.n ka.De rahe
Nazeer Akbarabadi
Nazm
roTiyan
kap.De kisii ke laal hai.n roTii ke vaaste
lambe kisii ke baal hai.n roTii ke vaaste
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nazm
har pi.njre me.n aise qaidii kab hote hai.n
har kap.De kii qismat me.n vo jism kahaa.n hai
Tahzeeb Hafi
Nazm
barsat ki bahaaren
maile kuchaile kap.De aa.nkhe.n bhii DabDabaa.ii
ne ghar me.n jhuulaa Daalaa ne o.Dhnii ra.ngaa.ii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHud-agahi
har kap.De ko aag lagaa duu.n
sho.alo.n me.n na.nge-pan kaa sannaaTaa kuude
Farhat Ehsas
Nazm
rishwat
jaa.e.n kap.De ke liye to daam sun kar dil hile
jab garebaa.n taa-ba-daaman aa.e to kap.Daa mile
Josh Malihabadi
Nazm
use maine nahin dekha
kitne sitaare hai.n
mujhe kyaa ilm vo kis rang ke kap.De pahantii hai
Abbas Tabish
Nazm
nashat-e-umid
jii me.n ye aataa hai ki sam khaa.iye
phaa.D ke yaa kap.De nikal jaa.iye
Altaf Hussain Hali
Nazm
bachpan ka wo zamana
kap.De kii saarii shikne.n miTtii hai.n istirii se
aasaan saa amal hai ye istirii chalaanaa