SEARCH RESULTS
Showing search results for "खूटी"
Nazm MATCHES FOR "खूटी"
Nazm
bhai bhulakkaD
tum ne to nahii.n dekhii bhaa.ii
khuu.nTii par thii khaal hamaarii
Shaanul Haq Haqqi
Nazm
eid ki achkan
achkan nahii.n is vaqt abaa aur qabaa hai
yaa ko.ii do-shaala hai jo khuu.nTii pe Ta.ngaa hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
aaKHiri nazm
mustaqbil kii khuu.nTii se laTkaa chuke ho
lekin hamaare peT itne shaa.iraana nahii.n
Javed Shaheen
Nazm
chiDiyon ki shikayat
ko.ii khuu.nTii ho taaq ho dar ho
un kii jaagiir me.n vo aayaa hai
Akhtar Shirani
Nazm
ek nazm
saamne khuu.nTii se laTkaa hai miraa garm libaas
jis pe KHud-saaKHta paabandiyo.n kaa pahraa hai
Qayyum Nazar
Nazm
khunTi par laTka hua badan
khuu.nTii se laTkaa detaa huu.n
din bhar kii kamaa.ii dekhne ke liye
Javed Shaheen
Nazm
pakizgi ka solahwan sal
gandii gandii baate.n kartaa hai kaano.n me.n
har khuu.nTii merii jaanib a.ngusht-numaa.ii kartii hai
Muzaffar Hanfi
Nazm
sunahri pinjra
billii ke panjo.n se bachaa kar
tujh ko Taa.nguu.ngaa khuu.nTii par
Mohammadi Begam
Nazm
hairani ka bojh
miTTii kii diivaar pe ik khuu.nTii se laTkii
merii yaado.n kii zambiil