SEARCH RESULTS
Showing search results for "तड़प"
Nazm MATCHES FOR "तड़प"
Nazm
chand roz aur meri jaan
aur kuchh der sitam sah le.n ta.Dap le.n ro le.n
apne ajdaad kii miiraas hai maazuur hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
ho sadaaqat ke liye jis dil me.n marne kii ta.Dap
pahle apne paikar-e-KHaakii me.n jaa.n paidaa kare
Allama Iqbal
Nazm
teri aawaz
yaa zamiino.n kii mohabbat me.n ta.Dap kar naagaah
aasmaano.n se ko.ii shoKH sitaara TuuTe
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek mulaqat
tirii ta.Dap se na ta.Dpaa thaa meraa dil lekin
tire sukuun se bechain ho gayaa huu.n mai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mohabbat
ta.Dap bijlii se paa.ii huur se paakiizgii paa.ii
haraarat lii nafas-haa-e-masiih-e-ibn-e-maryam se
Allama Iqbal
Nazm
hindostan
zarre me.n gar ta.Dap hai to is arz-e-paak se
suuraj me.n raushnii hai to is aasmaa.n se hai
Zafar Ali Khan
Nazm
barkha-rut
garmii se ta.Dap rahe the jaan-daar
aur dhuup me.n tap rahe the kohsaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
goristan-e-shahi
zindagii se ye puraanaa KHaak-daa.n ma.amuur hai
maut me.n bhii zindagaanii kii ta.Dap mastuur hai
Allama Iqbal
Nazm
siddhaarth ki ek raat
ko.Dh thaa us ko tap-e-diq thaa? na jaane kyaa thaa?
yaa bu.Dhaapaa hii thaa shaayad...