SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताबीर"
Nazm MATCHES FOR "ताबीर"
Nazm
mata-e-ghair
merii darmaa.nda javaanii kii tamannaa.o.n ke
muzmahil KHvaab kii taabiir bataa de mujh ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
hiras
raat ke KHvaab ujaale me.n bayaa.n to kar duu.n
un hasii.n KHvaabo.n kii taabiir se jii Dartaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
phir sulaa detii hai us ko hukmaraa.n kii saahirii
jaaduu-e-mahmuud kii taasiir se chashm-e-ayaaz
Allama Iqbal
Nazm
taaqub
KHvaab-o-ta.abiir ke gum-shuda silsile
baar baar ab sataane lage hai.n tumhe.n
Jaun Eliya
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
tuu ne hii bataa.ii hame.n har KHvaab kii ta.abiir
tuune hii sujhaa.ii Gam-e-dil-giir kii tasKHiir
Noon Meem Rashid
Nazm
wirsa
soch le phir ko.ii ta.amiir giraane jaanaa
terii ta.amiir se hai ja.ng ki taKHriib se ja.ng
Sahir Ludhianvi
Nazm
an-kahi
kis ko ma.aluum mire KHvaabo.n kii ta.abiir hai kyaa
kaun jaane ki mire Gam kii haqiiqat kyaa hai
Himayat Ali Shayar
Nazm
nura
vo ik marmarii.n huur KHuld-e-barii.n kii
vo ta.abiir aazar ke KHvaab-e-hasii.n kii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
parchhaiyan
KHunuk fazaa me.n tiraa shabnamii tabassum-e-naaz
jhalak jamaal kii ta.abiir KHvaab aa.iina-saaz
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aurat
qadmo.n me.n liye rahtii hai jannat kaa KHazaana
aurat ke tasavvur me.n hai ta.amiir-e-zamaana
Rahbar Jaunpuri
Nazm
ek bar jo kho jae wo waqt nahin milta
jo vaqt milaa ham ko allaah kii amaanat hai
ik KHvaab kaa chehraa hai ta.abiir kii suurat hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
salam
ik KHvaab-e-KHaas chashm-e-mohammad me.n thaa chhupaa
ta.abiir nuur-e-ain-e-mohammad ne aam kii