SEARCH RESULTS
Showing search results for "नाम-ओ-निशाँ"
Nazm MATCHES FOR "नाम-ओ-निशाँ"
Nazm
tarana-e-milli
tauhiid kii amaanat siino.n me.n hai hamaare
aasaa.n nahii.n miTaanaa naam-o-nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-hindi
yuunaan o misr o ruumaa sab miT ga.e jahaa.n se
ab tak magar hai baaqii naam-o-nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
mere dard ko jo zaban mile
mere dard ko jo zabaa.n mile
mujhe apnaa naam-o-nishaa.n mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aao behtar banaen hum ye jahan
manzilo.n kaa nahii.n hai naam-o-nishaa.n
aa.o behtar banaa.e.n ham ye jahaa.n
Mohammad Asadullah
Nazm
yaad-e-aligarh
hame.n ishq hai apnii urdu zabaa.n se
hame.n pyaar hai apne naam-o-nishaa.n se
Aabidullah Ghazi
Nazm
ek shahr tha ek bagh tha
us shahr ke us baaG ke
naam-o-nishaa.n saare bahaa kar le ga.ii
Ain Tabish
Nazm
KHak-e-hind
barso.n se ho rahaa hai barham samaa.n hamaaraa
duniyaa se miT rahaa hai naam-o-nishaa.n hamaaraa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
sochne do
ham se us des kaa tum naam o nishaa.n puuchhte ho
jis kii taariiKH na juGraafiya ab yaad aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahani
aur kaa.ii-zada taal dhartii ke naasuur
ab un kaa naam-o-nishaa.n bhii nahii.n thaa
Wazir Agha
Nazm
meri zindagi ke do ruKH
manzil kaa thaa KHayaal na naam-o-nishaa.n kahii.n
kuchh aisii muntashir sii hu.ii dostii kii bazm
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
nawa-e-talKH
jiinaa hai to jiine ke andaaz bhii paidaa kar
kaam aa.e.nge aabaa ke ye naam-o-nishaa.n kab tak