SEARCH RESULTS
Showing search results for "पसंद"
Nazm MATCHES FOR "पसंद"
Nazm
saqi-nama
pasand is ko takraar kii KHuu nahii.n
ki tuu mai.n nahii.n aur mai.n tuu nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
safar ke waqt
ho tum balaa ke baGaavat-pasand talKH-kalaam
KHud apne haq me.n ik aazaar ho ga.e ho tum
Jaun Eliya
Nazm
tajziya
ra.ng kyaa kyaa pasand aate hai.n
kho saa jaataa huu.n terii jannat me.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
hubb-e-watan
mu.nDaa juutaa gar aap ko hai pasand
qaum ko is se faa.eda na gazand
Altaf Hussain Hali
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
milaa mizaaj-e-taGayyur-pasand kuchh aisaa
kiyaa qaraar na zer-e-falak kahii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
mumtaz
varna thaane chalo
haakimo.n ko bahut tum pasand aa.ii ho zehn par chhaa.ii ho
Habib Jalib
Nazm
ghaddar
naachne vaale saarii madaarii muhibb-e-vatan
des me.n basne vaalaa har ik sach-pasand
Atif tauqeer
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
mujhe ye pairaahan-e-dariida
aziiz bhii, naa-pasand bhii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shama
gauhar ko musht-e-KHaak mai.n rahnaa pasand hai
bandish agarche sust hai mazmuu.n buland hai
Allama Iqbal
Nazm
TuTi jahan jahan pe kamand
rahaa na kuchh bhii zamaane me.n jab nazar ko pasand
tirii nazar se kiyaa rishta-e-nazar paivand
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mohabbat mein der ho sakti hai
aur usii ke liye mar jaanaa
mai.n pasand kartaa huu.n
Zeeshan Sahil
Nazm
ram
bachpan se naa-pasand the Gaiz-o-Gazab unhe.n
logo.n kaa dil dukhaanaa gavaaraa thaa kab unhe.n