SEARCH RESULTS
Showing search results for "मरना"
Nazm MATCHES FOR "मरना"
Nazm
uTTho marne ka haq istimal karo
jiine kaa haq saamraaj ne chhiin liyaa
uTTho marne kaa haq istimaal karo
Habib Jalib
Nazm
lab pe pabandi to hai
jhuuT kyuu.n bole.n faroG-e-maslahat ke naam par
zindagii pyaarii sahii lekin hame.n marnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
mard agar hai Gair keii taqliid karnaa chho.D de
chho.D de lillaah bil-aqsaat marnaa chho.D de
Josh Malihabadi
Nazm
jaan beTa KHilafat pe de do
buu.Dhii amaa.n kaa kuchh Gam na karnaa
kalma pa.Dh pa.Dh KHilaafat pe marnaa
Shafiq Rampuri
Nazm
parda aur ismat
hijaabo.n me.n jiinaa hijaabo.n me.n marnaa
ko.ii aur shai hai ye ismat nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mohabbat mein der ho sakti hai
ek KHuub-suurat la.Dkii pe marnaa
kitnaa aasaan hai
Zeeshan Sahil
Nazm
kachhwa aur KHargosh
tum ko ye hausla na karnaa thaa
chulluu paanii me.n Duub marnaa thaa
Ismail Merathi
Nazm
mohabbat ek zarurat hai
KHvaab taknaa raah taknaa
aur phir ik din kisii kii raah me.n chupke se marnaa sab zaruurii hai
Najma Shaheen Khosa
Nazm
to kya marna bhi ab mumkin nahin hai
to kyaa marnaa bhii ab mumkin nahii.n hai?
ye mai.n huu.n kyaa?
Shariq Kaifi
Nazm
use jina nahin aata jise marna nahin aata
yaqiinan hotii hai marne se bad-tar zindagii us kii
jise mulk-o-vatan ke vaaste marnaa nahii.n aataa