SEARCH RESULTS
Showing search results for "शेर-ए-मौला"
Nazm MATCHES FOR "शेर-ए-मौला"
Nazm
saqi-nama
KHudii sher-e-maulaa jahaa.n us kaa said
zamii.n us kii said aasmaa.n us kaa said
Allama Iqbal
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
baKHshish me.n ta.ammul hai aur aa.nkh jhukaa lii hai
kuchh dar pe tire maulaa, ye baat niraalii hai
Ibn e Insha
Nazm
rahm-dil laDki
usii vaqt dar par faqiir ek aayaa
sadaa dii ki mil jaa.e kuchh raah-e-maulaa
Nishtar Jalandhari
Nazm
masjid-e-qurtuba
KHaakii o nuurii-nihaad banda-e-maulaa-sifaat
har do-jahaa.n se Ganii us kaa dil-e-be-niyaaz
Allama Iqbal
Nazm
KHushk-sali
ab vo naalo.n kii garaj hai ab na vo shor-e-fuGaa.n
ab na uThtaa hai kaleja se mohabbat kaa dhu.aa.n
Josh Malihabadi
Nazm
jangal mein fashion parade
sher-e-babar ne pahnaa choGaa
giida.D coat pahan itraayaa
Ataur Rahman Tariq
Nazm
sabz se safed mein aane ka gham
safed aa.nkhe.n
nazar jhukaa.uu.n to sher-e-qaaliin ghuurtaa hai
Khursheed Rizvi
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
ye sher-e-haafiz-e-shiiraaz, ai sabaa! kahnaa
mile jo tujh se kahii.n vo habiib-e-ambar-dast
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek clerk laDki
tuu bhii vo she.r-e-dil-nashii.n hai jise
aaj tak ko.ii qadr-daa.n na milaa
Naresh Kumar Shad
Nazm
KHayal-e-KHatir-e-ahbab
KHilaaf-e-vaza.a ho bhuule se gar ye sher-e-'aniis'
sunaa.e 'saaz' ko.ii mere ham-nashiino.n ko
Abdul Ahad Saaz
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
shor-e-maatam na ho jhankaar ho zanjiiro.n kii
chaahiye qaum ke bhisham ko chitaa tiiro.n kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
daraKHt-e-zard
vajuud o sher ye dono.n define ho nahii.n sakte
kabhii mafhuum me.n hargiz ye kaa.in ho nahii.n sakte
Jaun Eliya
Nazm
hamara pyara des
des kaa apne maan ba.Dhaa.e.n
sher ye 'nayyar' kaa dohraa.e.n
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
gandhi
ahinsaa kaa pairav magar sher-e-mard
mohabbat me.n yaktaa sadaaqat me.n fard