SEARCH RESULTS
Showing search results for "सफ़ीना"
Nazm MATCHES FOR "सफ़ीना"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahii.n to jaa ke rukegaa safiina-e-Gam dil
javaa.n lahuu kii pur-asraar shaah-raaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
meraa vatan vahii hai meraa vatan vahii hai
bande kaliim jis ke parbat jahaa.n ke siinaa
Allama Iqbal
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat
Allama Iqbal
Nazm
watan
ai vatan josh hai phir quvvat-e-iimaanii me.n
KHauf kyaa dil ko safiina hai jo tuGyaanii me.n
Josh Malihabadi
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
ab un kaa anjaam vo safiine
abhii nahii.n jo safiina-gar ke qayaas me.n bhii
Noon Meem Rashid
Nazm
tanhai mein
us ke piichhe se jhijaktaa hu.aa ik gol saa chaa.nd
ubhraa be-nuur shu.aa.o.n ke safiine ko liye
Akhtarul Iman
Nazm
tere baad
misaal-e-najm-e-sahar jagmagaa ke Duub gayaa
hame.n safiina kinaare lagaa ke Duub gayaa
Saifuddin Saif
Nazm
surud
naaKHudaa duur havaa tez, qarii.n kaam-e-naha.ng
vaqt hai phe.nk de lahro.n me.n safiina apnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raqs ki raat
ki abhii duur kisii des me.n ik nanhaa charaaG
jis se tanviir mire siina-e-Gam-naak me.n hai
Noon Meem Rashid
Nazm
be-nawa hain ki tujhe saut-o-nawa bhi di hai
vo jo tuufaa.n ko safiina kabhii saahil samjhe
yuurish-e-qatra-e-shabnam se KHafaa kyaa ho.nge
Ada Jafarey
Nazm
hindostan
taKHta ulaT na jaa.e kahii.n kaa.enaat kaa
qulzum me.n Garq ho na safiina hayaat kaa
Shatir Hakeemi
Nazm
qaid se najat
assalaam ai KHarosh-e-bahr-e-muhiit
assafar ai safiina-e-jaarii