SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHuu"
Nazm MATCHES FOR "KHuu"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
saakinaan-e-arsh-e-aazam kii tamannaa.o.n kaa KHuu.n
is kii barbaadii pe aaj aamaada hai vo kaarsaaz
Allama Iqbal
Nazm
kisan
KHuun hai jis kii javaanii kaa bahaar-e-rozgaar
jis ke ashko.n par faraaGat ke tabassum kaa madaar
Josh Malihabadi
Nazm
iqbaal se ham-kalami
soch me.n Duube hu.e the 'haalii'-e-darvesh-KHuu
baa.ndh kar baiThe halqa shiblii-e-ahd-aafrii.n
Shorish kashmiri
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
reg-e-raqsaa.n maah-o-saal nuur tak raqsaa.n rahe
us kaa abresham mulaa.em narm-KHuu KHandaa.n rahe
Noon Meem Rashid
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
ye viiraano.n me.n KHud-rav naGmagii hai
mohabbat jur.at-e-iz.haar hai kirdaar hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
agar kahin par likha hua hai
to likh rahaa huu.n
ki be-sabaatii kii KHuu baqaa kii sarisht me.n hai
Syed Mubarak Shah
Nazm
KHakam-ba-dahan
kuffaar hai.n bad-KHuu
zindiiq hai.n mal.uun hai.n bante hai.n musalmaa.n
Fahmida Riaz
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
laraz rahaa thaa vatan jis KHayaal ke Dar se
vo aaj KHuun rulaataa hai diida-e-tar se
Chakbast Braj Narayan
Nazm
reading room
chiiKHtii hai.n jaama-e-aavaaz me.n
KHuun ke chhii.nTe lahuu kii buu.ndiyaa.n
Majeed Amjad
Nazm
bahadur shah zafar
sab ko bhaatii thii nek KHuu us kii
KHuub lagtii thii guftuguu us kii