SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaGaaz"
Nazm MATCHES FOR "aaGaaz"
Nazm
KHun phir KHun hai
zulm kii baat hii kyaa zulm kii auqaat hii kyaa
zulm bas zulm hai aaGaaz se anjaam talak
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
apnii duniyaa aap paidaa kar agar zindo.n me.n hai
sirr-e-aadam hai zamiir-e-kun-fakaa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Nazm
nazm
vahii anjaam thaa jo 'ishq kaa aaGaaz se hai
tujh ko paayaa bhii nahii.n thaa ki tujhe khonaa thaa
Tahzeeb Hafi
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
sohbat-e-yaar me.n aaGaaz-e-tarab kii suurat
harf-e-nafrat ko.ii shamshiir-e-Gazab ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
diwane ki jannat
apne ho.nTo.n pe ik anjaam kaa aaGaaz liye
dil kii dha.Dkan ko bahut roktii samjhaatii hu.ii
Waseem Barelvi
Nazm
kar gae kuch kahan
jab bhii gaa.egii ko.ii Gairat-e-naahiid Gazal
sab ko aa.egaa nazar sho.ala-e-aavaaz me.n tuu
Ahmad Faraz
Nazm
aaghaz
kin KHayaalaat me.n yuu.n rahtii ho kho.ii kho.ii
chaa.e kaa paanii patiilii me.n ubal jaataa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
mai.n is ta.aaqub me.n
kitne aaGaaz gin chukaa huu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
hum log
Gaayat-e-suud-o-ziyaa.n suurat-e-aaGaaz-o-ma.aal
vahii be-suud-e-tajassus vahii bekaar savaal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
be-karan raat ke sannaTe mein
nii.nd, aaGaaz-e-zamistaa.n ke parinde kii tarah
KHauf dil me.n kisii mauhuum shikaarii kaa liye
Noon Meem Rashid
Nazm
salam
zainab kii be-ridaa.ii ne sar meraa Dhak diyaa
aaGaaz-e-sub.h-e-nau hu.ii vo shaam shaam kii