SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahd-e-dil-farebi-e-taasiir"
Nazm MATCHES FOR "ahd-e-dil-farebi-e-taasiir"
Nazm
KHak-e-hind
andaaz-e-dil-farebii jo tujh me.n hai kahaa.n hai
faKHr-e-zamaana tuu hai aur naazish-e-jahaa.n hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
ahd-e-hazir ki dil-ruba maKHluq
ek ik shai kaa kar rahii hai hisaab
ahd-e-haazir kii dil-rubaa maKHluuq!
Shahryar
Nazm
shayad ki bahaar aai
aah-e-dil-e-muztar kii taasiir nazar aa.ii
kyaa KHvaab-e-mohabbat kii ta.abiir nazar aa.ii
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Nazm
mataa-e-sher
vo jaa.n-farebii-e-iz.haar-e-dil-navaaz-e-suKHan
jabii.n pe vus.at-e-qalb-o-nazar kii tahriire.n
Muslim Shameem
Nazm
aawara
par musiibat hai miraa ahd-e-vafaa mere liye
ai Gam-e-dil kyaa karuu.n ai vahshat-e-dil kyaa karuu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
masjid-e-qurtuba
jin kii hukuumat se hai faash ye ramz-e-Gariib
saltanat-e-ahl-e-dil faqr hai shaahii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
sargoshi
ma.aal-e-ahd-e-vafaa hai firaaq-e-diida-o-dil
naqiib-e-daur-e-guzishta hai daur-e-maujuuda
Ahmad Rahi
Nazm
shikwa
ya.anii phir zinda na.e ahd-e-vafaa se dil ho.n
phir isii baada-e-dairiina ke pyaase dil ho.n
Allama Iqbal
Nazm
commercial street ki ek sham
Thahar gayaa hai subuk-gaam kaarvaan-e-hayaat
pa.Dii hai paa.nv me.n zanjiir dil-farebii kii
Mahir Mansoor
Nazm
raat aur rail
safha-e-dil se miTaatii ahd-e-maazii ke nuquush
haal o mustaqbil ke dilkash KHvaab dikhlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ahd-e-wafa
ki jab bhii hausla-e-dil ko aazmaayaa hai
kisii ko ahd-e-vafaa phir na raas aaya hai
Anjum Azmi
Nazm
goristan-e-shahi
dil hamaare yaad-e-ahd-e-rafta se KHaalii nahii.n
apne shaaho.n ko ye ummat bhuulne vaalii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
main aksar sard raaton mein
akele baiTh jaataa huu.n
phir apnaa sar jhukaa kar yaad-e-ahd-e-raftagaa.n dil me.n sajaataa huu.n
Qamar Abbas Qamar
Nazm
taj-mahal
KHayaal-e-husn-o-mohabbat lihaaz-e-ahd-e-vafaa
dil-o-nazar ko jagaa.e ki jaise sehr kiyaa
Daur Afridi
Nazm
dilli pe qurban
miraa dil merii jaa.n dillii pe qurbaa.n
mire ahd-e-mohabbat kii nishaanii