SEARCH RESULTS
Showing search results for "but-shikan"
Nazm MATCHES FOR "but-shikan"
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
ai urus-e-bambai
chho.D de lillaah ab ye piir-baazii chho.D de
but-shikan fitrat hai terii in buto.n ko to.D de
Izhaar Malihabadi
Nazm
wo inqalab ka mutrib
vo apne ahd kaa cupid vo devtaa fan kaa
vo somnaat-e-mohabbat kaa but-shikan kitne
Muslim Shameem
Nazm
shikwa
tujh ko chho.Daa ki rasuul-e-arabii ko chho.Daa
but-garii pesha kiyaa but-shikanii ko chho.Daa
Allama Iqbal
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
teri hansi
falak kaa ek taqaazaa thaa ibn-e-aadam se
sulag sulag ke rahe aur palak jhapak na sake
Mustafa Zaidi
Nazm
eid ki achkan
kaam aa.ii ye achkan na Gariib-ul-vatanii me.n
''har-chand subuk-dast hu.e but-shikanii me.n''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ya KHuda
ham ne vo but-shikanii kii hai ki mismaar hai.n sab
apne ghar baar kii mahfuuz fasiile.n ham ne
Mahmood Ayaz
Nazm
jannat se bhi aziz hai KHak-e-watan mujhe
chashm-e-karam hai tujh se but-e-teG-zan mujhe
ruuThii hu.ii nigaah nahii.n dil-shikan mujhe
Barq Dehlvi
Nazm
zakir-husain
terii fitrat me.n hai 'gobind' kaa aasaar magar
'ibn-e-mariyam' kaa muqallid tiraa kirdaar magar
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
kash
mai.n aagahii ke is bhayaanak daur se guzar rahii huu.n
jahaa.n tamaam lafz khokhle
Maryam Tasleem Kiyani
Nazm
sarkari aur ghair-sarkari do iden
radio ne das baje shab ke KHabar dii iid kii
aalimo.n ne raat bhar is news kii tardiid kii
Dilawar Figar
Nazm
aaj ki duniya
duniyaa ko inqalaab kii yaad aa rahii hai aaj
taariiKH apne aap ko dohraa rahii hai aaj