SEARCH RESULTS
Showing search results for "hikaayat"
Nazm MATCHES FOR "hikaayat"
Nazm
jawab-e-shikwa
ab talak yaad hai qaumo.n ko hikaayat un kii
naqsh hai safha-e-hastii pe sadaaqat un kii
Allama Iqbal
Nazm
mere hamdam mere dost!
aamad-e-sub.h ke, mahtaab ke, sayyaaro.n ke giit
tujh se mai.n husn-o-mohabbat kii hikaayaat kahuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri bar milo
ab na haijaan o junuu.n kaa na hikaayaat kaa vaqt
ab na tajdiid-e-vafaa kaa na shikaayaat kaa vaqt
Mustafa Zaidi
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
mar jaa.e.nge zaalim kii himaayat na kare.nge
ahraar kabhii tark-e-rivaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad
viiraana-e-hayaat ke ek ek goshe me.n
jogan ko.ii sitaar bajaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
nama-e-jaanan
muddato.n baa'd milaa naama-e-jaanaa.n lekin
na ko.ii dil kii hikaayat na ko.ii pyaar kii baat
Ahmad Faraz
Nazm
katik ka chand
kis se is dil ke uja.Dne kii hikaayat kahiye
sun.ne vaalaa bhii jo hairaa.n nahii.n, hairaa.n hogaa
Ibn e Insha
Nazm
be-nang-o-nam
tum ne kyuu.n paaka.i-e-daamaa.n kii hikaayat likkhii
mere sar ko kisii diivaar kaa saudaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
safar-e-aKHir-e-shab
sunaa.e.n yaa na sunaa.e.n hikaayat-e-shab-e-Gam
ki harf harf sahiifa hai, ashk ashk qalam
Mustafa Zaidi
Nazm
uncha makan
kuchh hikaayaat-e-ajiib
mai.n ye suntaa thaa tire jism-e-giraa.n-baar me.n bistar hai bichhaa
Meeraji
Nazm
nazm
charaaG-e-dair-o-haram se kisii kaa ghar na jale
na ko.ii phir se hikaayaat-e-raftagaa.n likkhe