SEARCH RESULTS
Showing search results for "ho.ngii"
Nazm MATCHES FOR "ho.ngii"
Nazm
itna malum hai!
apne bistar pe bahut der se mai.n niim-daraaz
sochtii thii ki vo is vaqt kahaa.n par hogaa
Parveen Shakir
Nazm
tu mera hai
aane vaalii har saa.at bhii merii hogii
tere tapte aariz kii dopahar hai merii
Aanis Moin
Nazm
hinDola
yahii.n gharo.ndo.n me.n siitaa sulochanaa raadhaa
kisii zamaane me.n gu.Diyo.n se kheltii ho.ngii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
etimad
mai.n ne sochaa thaa ki is baar tumhaarii baahe.n
merii gardan me.n ba-sad-shauq hamaa.il ho.ngii
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
zamana KHuda hai
vo sub.he.n jo laakho.n baras pesh-tar thii.n,
vo shaame.n jo laakho.n baras baa'd ho.ngii,
Noon Meem Rashid
Nazm
KHatun-e-mashriq
husn ho jaa.egaa jab auro.n kaa vaqf-e-KHaas-o-aam
diidanii hogaa tire KHalvat-kade kaa ehtimaam
Josh Malihabadi
Nazm
aDe kabutar uDe KHayal
baaliyaa.n ho.ngii bunde ho.nge
mai.n ne anthak mehnat kar ke
Munawwar Rana
Nazm
shayad miTTi mujhe phir pukare
to samajh lenaa
mai.n ko.ii zinda nahii.n rahii ho.ngii
Sara Shagufta
Nazm
tanhai
phir ko.ii aayaa dil-e-zaar nahii.n ko.ii nahii.n
raah-rau hogaa kahii.n aur chalaa jaa.egaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bujhaa jo rauzan-e-zindaa.n to dil ye samjhaa hai
ki terii maa.ng sitaaro.n se bhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub unhe.n bhii to mohabbat hogii
jin kii sannaa.ii ne baKHshii hai use shakl-e-jamiil