SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaa-ba-jaa"
Nazm MATCHES FOR "jaa-ba-jaa"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
aur ab jo hai.n jaa-ba-jaa saliibe.n
tum baa.nsuriyaa.n bajaa rahe ho
Ahmad Faraz
Nazm
inqalab
jaa-ba-jaa aabaadiyo.n me.n aag sii lag jaa.egii
to.D kar be.Dii nikal aa.e.nge zindaa.n se asiir
Asrarul Haq Majaz
Nazm
raat aur rail
Tez-e-raftaar ke sikke jamaatii jaa-ba-jaa
dasht o dar me.n zindagii kii lahar dau.Daatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
diwali
har ik dukaa.n me.n charaaGo.n kii ho rahii hai bahaar
sabho.n ko fikr hai ab jaa-ba-jaa divaalii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
saman diwali ka
la.ngoTii baa.ndh ke baiThaa izaar tak haaraa
ye shor aa ke machaa jaa-ba-jaa divaalii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
sayyad se aaj hazrat-e-vaa.iz ne ye kahaa
charchaa hai jaa-ba-jaa tire haal-e-tabaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
siyasi leader ke nam
jaa-ba-jaa nuur nai ik jaal saa bun rakhaa hai
duur se sub.h kii dha.Dkan kii sadaa aatii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
paisa
jaa-ba-jaa qumrii-o-bulbul kii sadaa shor-afgan
vaa.n bhii dekhaa to faqat gul hai khilaa paise kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aalam-e-barzaKH
vahii taptaa hu.aa garduu.n vahii a.ngaaraa zamii.n
jaa-ba-jaa tishna o aashufta vahii KHaak-nashii.n
Fahmida Riaz
Nazm
har jada-e-shahr
sau tamaasho.n ke pa.De hai.n jaa-ba-jaa dhabbe
jinhe.n