SEARCH RESULTS
Showing search results for "kambakht"
Nazm MATCHES FOR "kambakht"
Nazm
mauzu-e-suKHan
haa.e us jism ke kambaKHt dil-aavez KHutuut
aap hii kahiye kahii.n aise bhii afsuu.n ho.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
teri aawaz
dil ko ye zid thii ki tuu aa.e tasallii dene
merii koshish thii ki kambaKHt ko nii.nd aa jaa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
kam-baKHt javaanii Daal ga.ii
ghar par hii rahii yaa ghar se ga.ii
Akhtar Shirani
Nazm
ek makDa aur makkhi
mak.De ne kahaa dil me.n sunii baat jo us kii
phaa.nsuu.n ise kis tarah ye kam-baKHt hai daanaa
Allama Iqbal
Nazm
kisan
bekaso.n ke KHuun me.n Duube hu.e hai.n tere haat
kyaa chabaa Daalegii o kambaKHt saarii kaa.enaat
Josh Malihabadi
Nazm
barsat ki bahaaren
jaldii bulaa le mujh ko kambaKHt bhiigtii huu.n
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
maut
TuuT kar rah ga.ii anfaas kii zanjiir-e-giraa.n
to.D Daalegaa ye kambaKHt makaa.n kii diivaar
Akhtarul Iman
Nazm
maut
abhii nahii.n abhii palko.n pe KHuu.n machaltaa hai
abhii nahii.n abhii kam-baKHt dil dha.Daktaa hai
Shahryar
Nazm
jamuna
mahsharisataan-e-alam kambaKHt hai kar dil ko chaak
chiir pahluu ko ki nikle.n naala-haa-e-dard-naak
Suroor Jahanabadi
Nazm
chhoD de
ban jaa be-jaan ik zinda laash
akele baiTh aur kambaKHt sochnaa chho.D de
Geetanjali Geet
Nazm
tauba-nama
duur se zaalim papiihe kii sadaa aatii hu.ii
pai-ba-pai kam-baKHt pii-pii kah kar uksaatii hu.ii
Hafeez Jalandhari
Nazm
ham-zad
mai.n kam-baKHt nazro.n se ojhal hii kab thaa
ye kyaa kar diyaa haa.e logo.n ko dekho
Shaz Tamkanat
Nazm
zindagi ke darwaze par
KHud hii sargoshiyaa.n karte hai.n ko.ii jaise kahe
phir palaT aa.e ye kam-baKHt vahii shaam-o-sahar
Akhtarul Iman
Nazm
aaKHiri tambih
magar ye dil
magar ye dil bahut kambaKHt hai suntaa nahii.n merii