SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahfil-e-khalvat"
Nazm MATCHES FOR "mahfil-e-khalvat"
Nazm
dil-ashob
tire lutf-o-ataa kii dhuum sahii mahfil mahfil
ik shaKHs thaa inshaa naam-e-mohabbat me.n kaamil
Ibn۔e۔Insha
Nazm
mere zaKHmi honT
mahfil-e-sho.ala-e-shab-taab ke saare lamhe
raakh ho jaa.e.nge palko.n pe bikhar jaa.e.nge
Mustafa Zaidi
Nazm
gham-e-faiz
mahfil-e-she'r-o-suKHan dosto be-faiz hu.ii
gul karo sham'e.n charaaGo.n kii lave.n zaKHmii karo
Javed Akram Farooqi
Nazm
surud-e-shabana
niim-shab chaa.nd KHud-faraamoshii
mahfil-e-hast-o-buud viiraa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
gandum-e-KHalvat-nashii.n baazaar me.n laayaa gayaa
aur zaKHiira-baaz se chakkii me.n pisvaayaa gayaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
aaKHir-e-shab ke mehman
is mahfil-e-husn-o-KHuubii me.n
mai.n un se muqaabil hotii huu.n
Rabia Barni
Nazm
yaaden
kaale saahib kaa ahaata bhii nazar me.n ghuumaa
mahfil-e-she'r-o-suKHan kaa bhii samaa.n yaad aayaa
Kamil Chandpuri
Nazm
sahar
shaa.irii tire taKHayyul kii rahegii muhtaaj
mahfil-e-ilm-o-adab tujh se rahegii raushan
Bekal Utsahi
Nazm
saneha
vo raaz-daar-er-mahfil-e-yaaraa.n nahii.n rahaa
vo Gam-gusaar-e-bazm-e-ariifaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bahaar ban ke chali aa ki ja rahi hai bahaar
rabaab-e-isq hai.n larzaa.n hai ik taraana-e-naaz
jamii hu.ii hai abhii mahfil-e-shabaana-e-naaz
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
jawab-e-shikwa
chashm-e-aqvaam se maKHfii hai haqiiqat terii
hai abhii mahfil-e-hastii ko zaruurat terii
Allama Iqbal
Nazm
lab-e-ju-e-bare
ek be-saaKHta andaaz me.n bijlii kii tarah
jal-parii gosha-e-KHalvat se nikal aa.ii thii!
Meeraji
Nazm
ghaalib
afsurda daaG se hai tire mahfil-e-adab
ne vo suruur-o-soz na josh-o-KHarosh hai