SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-e-ishrat-e-shabaana"
Nazm MATCHES FOR "mai-e-ishrat-e-shabaana"
Nazm
ramz
muzhda-e-ishrat-e-anjaam nahii.n paa saktaa
zindagii me.n kabhii aaraam nahii.n paa saktaa
Jaun Eliya
Nazm
night school
mahfil-e-rang jamaa.e.nge hunar se mai-kash
hogii saaqii kii inaayat bhii gunahgaaro.n par
Ishrat moin Seemaa
Nazm
moti
vo tal.at-e-sabaahii vo ishrat-e-shabaana
vo vaqt kii amaanat vo daulat-e-zamaana
Zakiya Sultana Nayar
Nazm
main nahin to kya
ba.Dhii chalo mai-e-ishrat ke jaam chhalkaatii
tumhaarii sej tumhaare badan ke phuulo.n par
Sahir Ludhianvi
Nazm
shabab-e-gurezan
mai-e-taaza-o-naab haasil nahii.n hai
to kar luu.ngaa durd-e-tah-e-jaam pii kar guzaaraa!
Noon Meem Rashid
Nazm
surud-e-shabana
niim-shab chaa.nd KHud-faraamoshii
mahfil-e-hast-o-buud viiraa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
paigham eid
apnii aa.nkho.n me.n KHamistaan-e-mai-e-naab liye
apne aariz pe bahaar-e-gul-e-shaadaab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
sarod-e-shabana
phuul laakho.n baras nahii.n rahte
do gha.Dii aur hai bahaar-e-shabaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kis ko hai fursat-e-tajdid-e-mohabbat ai dost
vaqt tho.Daa hai bahut kaam hai karnaa baaqii
de na mujh ko tuu naved-e-shab-e-‘ishrat ai dost
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
ishrat-e-imroz
نہ مجھ سے کہہ کہ اجل ہے پيام عيش و سرور
نہ کھينچ نقشہ کيفيت شراب طہور
Allama Iqbal
Nazm
hamare darmiyan jo rabt tha
KHudaa tum ko hayaat-e-shaadmaa.n baKHshe
farozaa.n ho har ik lamha bahaar-e-aish-o-ishrat se
Aslam Mirza
Nazm
khoe hue zamane
vo jashn-e-aish-o-raahat vo saaz-e-lutf-o-ishrat
aa.nkho.n me.n phir rahe hai.n ab tak vahii zamaane
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
bahadur-shah zafar
ishrat-e-dahr se vaaqif bhii thaa begaana bhii
terii shaahii me.n thii ik shaan-e-faqiiraana bhii
Shamsii Meenai
Nazm
shauq-e-gurezan
ishrat-e-jahl-o-tiirgii mat chhiin
mahram-e-raaz-e-do-jahaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
gharibon ka KHuda koi nahin
be-niyaaz-e-'aish-o-'ishrat aashnaa-e-dard-o-Gam
ek musht-e-ustuKHvaa.n aashufta-rau baa-chashm-e-tar