SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqtal"
Nazm MATCHES FOR "maqtal"
Nazm
KHun phir KHun hai
sho.ala-e-tund hai KHirman pe lapak saktaa hai
tum ne jis KHuun ko maqtal me.n dabaanaa chaahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
gul hu.ii jaatii hai afsurda sulagtii hu.ii shaam
Dhul ke niklegii abhii chashma-e-mahtaab se raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq kahin le chal
armaano.n kaa qaatil hai ummiido.n kaa rahzan hai
jazbaat kaa maqtal hai jazbaat kaa madfan hai
Akhtar Shirani
Nazm
nama-e-jaanan
ko.ii maqtal ko.ii zindaa.n ko.ii pardes gayaa
chand hii the ki ravish jin kii judaagaana bhii thii
Ahmad Faraz
Nazm
buniyaad kuchh to ho
maqtal me.n kuchh to rang jame jashn-e-raqs kaa
ra.ngii.n lahuu se panja-e-sayyaad kuchh to ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
us samt na jaana jaan meri
us samt ke aa.ngan maqtal hai.n
us samt dahaktii galiyo.n me.n
Mohsin Naqvi
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
jaise marqad ke sirhaane ko.ii KHaamosh charaaG
jaise sunsaan se maqtal kii saliib
Mohsin Naqvi
Nazm
tausi-e-shahr
is maqtal me.n sirf ik merii soch lahaktii Daal
mujh par bhii ab kaarii zarb ik ai aadam kii aal
Majeed Amjad
Nazm
aawara sajde
ko.ii qaatil sar-e-maqtal nazar aataa hii nahii.n
kis ko dil nazr karuu.n aur kise jaa.n nazr karuu.n
Kaifi Azmi
Nazm
raqib se!
tujh pe barsaa hai usii baam se mahtaab kaa nuur
jis me.n biitii hu.ii raato.n kii kasak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
vaa.iz-e-qaum kii vo puKHta-KHayaalii na rahii
barq-e-tab.ii na rahii shola-maqaalii na rahii
Allama Iqbal
Nazm
shorish-e-zanjir bismillah
sar-e-maqtal chalo be-zahmat-e-taqsiir bismillaah
hu.ii phir imtihaan-e-ishq kii tadbiir bismillaah
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sajjad-zahir ke nam
na ab ham saath sair-e-gul kare.nge
na ab mil kar sar-e-maqtal chale.nge