SEARCH RESULTS
Showing search results for "milne"
Nazm MATCHES FOR "milne"
Nazm
etiraf
bint-e-mahtaab ho garduu.n se utar aa.ii ho
mujh se milne me.n ab andesha-e-rusvaa.ii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
parchhaiyan
phir do dil milne aa.e hai.n
phir maut kii aa.ndhii uTThii hai phir ja.ng ke baadal chhaa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
raqs
jaantaa huu.n tuu mirii jaa.n bhii nahii.n
tujh se milne kaa phir imkaa.n bhii nahii.n
Noon Meem Rashid
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
kyaa kuchh na milaa hai jo kabhii tujh se milegaa
ab tere na milne kii shikaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sachche watan-parast ka git
zindagaanii me.n to milne se jhijaktii hai 'falak'
KHalq ko yaad mirii ba.ad-e-fanaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
wirsa
jis se dahqaan ko rozii nahii.n milne paatii
mai.n na duu.ngaa tujhe vo khet jalaane kaa sabaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
last call
is liye tum aa.o milne mai.n to aa saktii nahii.n
har rivaayat to.D kar is baar mai.n ne kah diyaa
Wasi Shah
Nazm
duty
tum se milne shaayad is hafte bhii na aa sakuu.ngaa
ba.Dii aham majbuurii hai
Parveen Shakir
Nazm
use kahna mohabbat dil ke tale toD deti hai
use kahnaa mohabbat naam hai ruuho.n ke milne kaa
use kahnaa mohabbat naam hai zaKHmo.n ke silne kaa
Erum Zehra
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
aa.ii thii mai.n apne pii se milne
jaise ko.ii gul havaa se khilne
Parveen Shakir
Nazm
munajat-e-bewa
jin ko na milne degaa zamaana
ab ye balaa Taltii nahii.n Taalii